Aj mai apko ip change  karnay ka aik aasan treaka batanay ja raha hunn.. apko karna yah hai k RUN main ja kar CMD likhain aur uss k bad  yah command
likh kar enter kar dain. ipconfig/renew
ab aap apna new ip likhein ....
Note: Yad rakhain k yahcommand likhnay say pehlay apna internet connection disconnect kr lain,
Agar apnay yah command internet use karnay k doran lagaya to yah command work nahin karay  ga..
Wesay ye boht easy method hy..

Agar aap ko koi  problam ho to ya koi software ip hidder use karna chahein to phir ap ko kaafi software mil jaein gay...
Kuch dost Blocked sites ko open karnay k liye HotSpot Shield & ip hidder use kartay hain to un k liye 1 suggestion ye hy k wo apnay browser me stealthy add-on use karein.
is say aap ka ip bhi change ho jaye ga & Blocked sites bhi open ho jaein gi...

Post a Comment

 
Top